Monday, November 29, 2010

Hamal k liye

Agar dono miyan biwi per koi bundish na ho aur unka koi medical masla na hone k bawajo0d hamal qarar na paye to dono miyan biwi 2 din roza rakhain aur iftar k waqt ghusal karain aur Surah Nooh aik dafa parh kar pani me dum karain aur ussi pani se ifatar karain aur awlad keliye dua karain aur mazeed 7 din tak Surah Nooh pani me dum kar k piya karain dono lakin roza sirf do din rakhna hai naye chand ki thursday aur friday ko roza rakhain to behtar hai.

1 comment: