Monday, November 29, 2010

Shayateen ko ghar se nikalna

Agar aap chahte hain k apke ghar se shayateen ta safaya hojaye aur muzi arwah ya nuqsan pohanchana wale jinnat aap k ghar me qatam na rakh sakain aur koi jadu aap per assar na kar sake to aap her nimaz k bad Ayat ul Kursi 21 dafa 21 din keliye parhain awal wakhir Durood sharif parhna na bho0lain. Inshallah aap ka ghar muzi arwah aur jinat se pak hojayega aur agar aap namazi parhezgar aur aap ka batin saaf hai to aap unka safaya 2 safed posh jawano ko talwaro k zariye karta daikhaingay

2 comments: